Posts

Showing posts from March, 2018

His Journey To Love -2

                  Chapter 2-Adhuri daastan ki adhuri shuruaat   Pucha kisine muzse ki 'adhuri kahani q likhte ho ,kisiki adhuri daastan q batate ho'.      To sunlo jara ,pura hone se pehle chaand bhi to adhura hota hain, Uss par usne kaha 'adhure chand se jyada pura chand yaad rehta hain'       Muskurate maine kaha pure chaand par bhi to aphiko daag dikhta hain. Pyar kahan kisi ka pura hota hai, pyar ka pehla akshar hi adhura hota hai..... ...       Adhura kya nahi hain ,               ghar adhura hai maa bina,               chaand adhura hai sitaro bina,               mai adhura hu tumhare bina,               pyaar adhura hai ehsaas bina. ..........................,       V aise ajj himesh ka college mein pehla din hain ,aur pehle din to har koi lecture karhi leta hain. Himesh apne dosto ke saath jakar class mein baith jata hain iss baat se anjaan ki ajj koi uski zindagi mein ek naya ehsaas lekar ane wala hain. Love at first sight ke baare